Yeh Jo Des Hai Tera, Swades Hai TeraTujhe Hai Pukara....Yeh Woh Bandhan Hai Jo Kabhi Toot Nahin Sakta )...(2)
Mitti Ki Hai Jo Khushboo, Tu Kaise BhulayegaTu Chahe Kahin JaYeh, Tu Laut Ke AayegaNayee-Nayee Rahon Mein, Dabi-Dabi Aahon MeinKhoyeh-Khoyeh Dil Se Tere Koi yeh KahegaYeh Jo Des Hai Tera, Swades Hai TeraTujhe Hai Pukara....Yeh Woh Bandhan Hai Jo Kabhi Toot Nahin Sakta
Tujhse Zindagi Hai Yeh Kah RahiSab To Pa Liya, Ab Hai Kya KamiYun To Sare Sukh Hai Barse, Par Door Tu Hai Apne Ghar SeAa Laut Chal Tu Ab Deewane, Jahan Koi To Tujhe Apna ManeAawaz De Tujhe Bulane, Wohi DesYeh Jo Des Hai Tera, Swades Hai TeraTujhe Hai Pukara....Yeh Woh Bandhan Hai Jo Kabhi Toot Nahin Sakta
Yeh Pal Hai wohi, Jismein Hain ChhupiPoori Ik Sadi, Sari ZindagiTu Na Pooch Raaste Mein Kahe, Aaye Hain Is Tarah DoraheTu Hi To Hai Raah Jo Sujhayeh, Tu Hi To Hai Ab Jo Yeh BatayehJaYeh To Kis Disha Mein Jayeh, Wohi DesYeh Jo Des Hai Tera, Swades Hai TeraTujhe Hai Pukara....Yeh Woh Bandhan Hai Jo Kabhi Toot Nahin Sakta
Saturday, October 01, 2005
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment